No title

  • بسم اللہ الرحمن الرحیم 

🌺 أخْبَرَكُمْ أبُو عُمَرَ بْنُ حَيَوَيْهِ قالَ: حَدَّثَنا يَحْيى قالَ: حَدَّثَنا الحُسَيْنُ، قالَ: أخْبَرَنا سَعِيدُ بْنُ سُلَيْمانَ قالَ: حَدَّثَنا سُلَيْمانُ بْنُ المُغِيرَةِ، عَنْ حُمَيْدِ بْنِ هِلالٍ، عَنْ أبِي قَتادَةَ، وأبِي الدَّهْماءِ، قالا: أتَيْنا عَلى رَجُلٍ مِن أهْلِ البادِيَةِ، فَقالَ البَدَوِيُّ: أخَذَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ بِيَدِي، فَعَلَّمَنِي مِمّا عَلَّمَهُ اللَّهُ، فَكانَ مِمّا حَفِظْتُ عَنْهُ أنْ قالَ: *«إنَّكَ لَنْ تَدَعَ شَيْئًا اتِّقاءً لِلَّهِ إلّا أعْطاكَ اللَّهُ خَيْرًا مِنهُ»*


🌺सय्यदना अबु क़तादा रज़ि अल्लाहु अन्हो और अबु अद दहमा रहिमाहुल्लाह कहते हैं कि हम एक देहाती आदमी के पास पहुंचे, उसने बताया कि एक मर्तबा नबी ﷺ ने मेरा हाथ पकड़ा और मुझे वो बातें सिखाना शुरू कर दी जो अल्लाह ने उन्हें सिखाई थी, और फ़रमाया *तुम जिस चीज़ को अल्लाह तआला के ख़ौफ़ से छोड़ दोगे अल्लाह तआला तुम्हें उस से बेहतर चीज़ अता फ़रमाएगा।*


🌺Saiyyadna abu qatada razi Allah anhu aur abu ad dahma rahimahullah kehte hain ke hum ek dehati aadmi ke paas pahunche, us ne bataya ke ek martaba nabi ﷺ ne mera haath pakda aur mujhe woh baatey sikhana shuru kar di jo Allah ne unhen sikhayi thi, aur farmaya : *tum jis cheez ko Allah taala ke khouf se chhod do ge Allah ta'ala tumhe us se behtar cheez Ata farmaiyega.*


🌺سیدنا ابو قتادة رضی اللہ عنہ اور ابو الدھماء رحمہ اللہ کہتے ہیں کہ ہم ایک دیہاتی آدمی کے پاس پہنچے ، اس نے بتایا کہ ایک مرتبہ نبی ﷺ نے میرا ہاتھ پکڑا اور مجھے وہ باتیں سکھانا شروع کر دی جو اللہ نے انہیں سکھائی تھی ، اور فرمایا : *تم جس چیز کو اللہ تعالی کے خوف سے چھوڑ دو گے اللہ تعالی تمہیں اس سے بہتر چیز عطاء فرمائے گا ۔*


🌺Saiyyadna Abu Qatada (may Allah be pleased with him) and Abu ad-Dahma (may Allah have mercy on him) say that we came to a villager who said that once the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) took my hand and told me that. He began to teach them what Allah had taught them, and said: *Allah will give you something better than what you leave in the fear of Allah Almighty.*


📜 *Wazahat:* Is hadees se yeh wazeh hota hai ke jo shakhs kisi cheez ko sirf Allah ta'ala ke khauf aur uski raza ke liye chhod deta hai, to Allah usse behtareen badla ata farma dete hain. Insaan ko lagta hai ke woh kisi cheez se mehroom ho gaya, lekin asal mein woh Allah ke qareeb ho jata hai aur Allah uske liye aisi ni’matein khol dete hain jo uske gumaan mein bhi nahi hoti. Is liye mo’min ka asal imtihan yeh hai ke woh apni khwahishaat par qabu paakar sirf Allah ke liye chhod de, kyunke Allah ka badla insaan ki soch se bhi zyada azeem hai.


📚 _*Az zuhad lil Abdullah bin Mubarak: hadith no. 1168*_ *_walil lafza lahu_* 

*Grade: Hasan* 

 

📚 *_Musnad Ahmed : hadith no. 23074_* 

*Grade Sahih


Previous Post Next Post