🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃
🌺 حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْجَرَّاحِ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ يَزِيدَ، عَنْ مُوسَى بْنِ عَلِيِّ بْنِ رَبَاحٍ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ عَبْدِ الْعَزِيزِ بْنِ مَرْوَانَ، قَالَ: سَمِعْتُ أَبَا هُرَيْرَةَ يَقُولُ: سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: شَرُّ مَا فِي رَجُلٍ شُحٌّ هَالِعٌ وَجُبْنٌ خَالِعٌ .
🌺नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: आदमी में पाई जाने वाली सबसे बुरी चीज़ इंतेहा को पहुंची हुई बख़ीली (कंजूसी/लालच) और सख़्त बुज़दिली है।
🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: aadmi mein payi jane wali sab se buri cheez inteha ko pohonchi hui bakhili (kanjusi/ lalach) aur sakht buzdili hai.
🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، آدمی میں پائی جانے والی سب سے بری چیز انتہا کو پہنچی ہوئی بخیلی اور سخت بزدلی ہے ۔
🌺The Messenger of Allah (ﷺ) said: What is evil in a man are alarming niggardliness and unrestrained cowardice.
📜 Wazahat: Bakheel us shakhs ko kehte hain jo apne zimmah ke wajib kharchay ada na kare. Jo shakhs apne zimmah ke tamam laazmi kharchay ada kar de, usay bakheel nahi kaha ja sakta۔ Bakheel wohi hai jo zaruri jagah chahe Shariat ke itibar se ho ya mu‘ashray ke rivaaj ke mutabiq kharch karne se bachta ho۔ Aise kharchon ki miqdaar ka ta‘ayyun har shakhs ke haal aur haalat ke mutabiq hota hai۔
Mard par zimmah hai ke woh apni biwi aur aulaad par urf ke mutabiq kharch kare۔ Ahlo-‘ayal ke kharchon mein khana, peena, libaas, rehaish, ilaaj, taleem aur doosri zaruri zaruriyat shaamil hain jin ke baghair zindagi ka guzara mumkin nahi.
📚 _Sunan Abu Dawood: jild 3, kitab Al-Jihad 15, hadith no. 25
11_
Grade Sahih
