जब अल्लाह ताला किसी बंदे के साथ भलाई का इरादा करता है || jab Allah taala kisi bande ke sath bhalai ka iradah karta hai

jab Allah taala kisi bande ke sath bhalai ka iradah karta hai

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺 حَدَّثَنَا عَلِيُّ بْنُ حُجْرٍ، حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيل بْنُ جَعْفَرٍ، عَنْ حُمَيْدٍ، عَنْ أَنَسٍ، قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏    إِذَا أَرَادَ اللَّهُ بِعَبْدٍ خَيْرًا اسْتَعْمَلَهُ ، ‏‏‏‏‏‏فَقِيلَ:‏‏‏‏ كَيْفَ يَسْتَعْمِلُهُ يَا رَسُولَ اللَّهِ ؟ قَالَ:‏‏‏‏ يُوَفِّقُهُ لِعَمَلٍ صَالِحٍ قَبْلَ الْمَوْتِ.

🌼 रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: जब अल्लाह ताला किसी बंदे के साथ भलाई का इरादा करता है तो उस से अमल कराता है, अर्ज़ किया गया अल्लाह के रसूल कैसे अमल कराता है? आप ﷺ ने फ़रमाया: मौत से पहले उसे अमल सालिह की तौफ़ीक़ देता है।

🌺 Rasoolullah ﷺ ne farmaya: jab Allah taala kisi bande ke sath bhalai ka iradah karta hai to us se amal karata hai, arz kiya gaya: Allah ke rasool kaise amal karata hai? aap ﷺ ne farmaya: mout se pehle usay amal Saleh ki tofeeq deta hai.

🌼رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب اللہ تعالیٰ کسی بندے کے ساتھ بھلائی کا ارادہ کرتا ہے تو اس سے عمل کراتا ہے“، عرض کیا گیا: اللہ کے رسول! کیسے عمل کراتا ہے؟ آپ ﷺ نے فرمایا: ”موت سے پہلے اسے عمل صالح کی توفیق دیتا ہے“۔ 

🌺 The Prophet ﷺ said: When Allah wants good for a slave, He puts him in action. It was said: How does he put him in action O Messenger Of Allah? He ﷺ said: By making him meet up with the righteous deeds before death.

📜 Wazahat: Is hadees se ye haqiqat wazeh hoti hai ke Allah Ta‘ala jab apne kisi bande par khaas rehmat aur bhalayi ka irada farmata hai to usay nek a‘maal ki taufeeq ata karta hai. Yani aise a‘maal ki taraf uska dil ma‘il kar deta hai jo usay Allah ke qareeb le jayen aur uski aakhirat sanwaar dein. Ye sab se badi sa‘adat hai ke mout aane se pehle insaan nek a‘maal mein mashghool ho, kyun ke yahi a‘maal uske liye bakhshish aur kamyabi ka zariya bante hain.

📚 _Jami` at-Tirmidhi: jild 4, kitab al qadr 32, hadith no. 2142_
Grade sahih
Previous Post Next Post