🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃
🌺 حَدَّثَنَا حَاجِبُ بْنُ الْوَلِيدِ حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ حَرْبٍ عَنْ الزُّبَيْدِيِّ عَنْ الزُّهْرِيِّ أَخْبَرَنِي حُمَيْدُ بْنُ عَبْدِ الرَّحْمَنِ أَنَّ أَبَا هُرَيْرَةَ قَالَ سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ لَيْسَ الشَّدِيدُ بِالصُّرَعَةِ قَالُوا فَالشَّدِيدُ أَيُّمَ هُوَ يَا رَسُولَ اللَّهِ قَالَ *الَّذِي يَمْلِكُ نَفْسَهُ عِنْدَ الْغَضَبِ.*
🌺हज़रत अबू हुरैरा रज़ी अल्लाह अन्हु ने कहा: मैंने रसूलुल्लाह ﷺ से सुना, आप फ़रमाते थे: "पिछाड़ देने से कोई शख़्स ताक़तवर नहीं होता। "सहाबा र•अ ने पूछा: अल्लाह के रसूल! फिर ताक़तवर कौन है? आप ﷺ ने फ़रमाया: *"जो ग़ुस्से के वक़्त ख़ुद को क़ाबू में रखता है"।*
🌺Hazrat Abu Hurairah razi Allah anhu ne kaha: main ne Rasoolullah ﷺ se suna, aap farmate thay: "pachhaad dene se koi shakhs taaqatwar nahi hota. "sahaba ra ne poocha: Allah ke rasool! phir taaqat war kon hai? aap ﷺ ne farmaya: *"jo gusse ke waqt khud ko qaboo mein rakhta hai."*
🌺حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے کہا: میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا، آپ فرماتے تھے: " پچھاڑ دینے سے کوئی شخص طاقتور نہیں ہوتا ۔ " صحابہ نے پوچھا : اللہ کے رسول! پھر طاقت ور کون ہے؟ آپ ﷺ نے فرمایا : " *جو غصے کے وقت خود کو قابو میں رکھتا ہے ۔*"
🌺Hazrat Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) said: I heard the Messenger of Allah ﷺ saying: "A person is not strong because they can overpower others." The companions asked: O Messenger of Allah! Then who is truly strong? He ﷺ replied, *"The one who controls themselves in a moment of anger."*
📜 *wazahat:* Gussa ek aisa ikhlaqi marz hai ke agar fauran aur sahih ilaaj naa kiya gaya to us ka asar bahami na ittifaqi, hasad o keena, bughz o nafrat, gaali galoch hatta ke maarpeet, qatal o khoonrez ya Talaq aur maal o aulaad par bad dua ki shakal mein zahir hota hai, isliye apne deen o imaan par hurais shakhs ke liye zaroori hai ke is marz ka ilaaj kare. wazeh rahe ke sab se behtar aur kamyaab woh ilaaj hai jis ki taraf islam ne rehnumai ki hai, ek rewayat mein aap ﷺ ne farmaya gussa aane par uss shakhs ko chahiye ke _aauzubillah hi minash shaitan ir rajeem_ padhe ya fir gussa aane par khamoshi ikhteyar kar le.
[📗sahih Al-jaami 693]
Rasool Allah ﷺ ne farmaya gussa aane par agar koi khada ho to baith jaye, gussa dafa ho jaye to behtar, warna lait jaye.
[📗Abi dawud: 4782]
📚 _*Sahih Muslim: jild 6, kitab ul-bir wa as-silah wa al-adab 45, hadith no. 6644/(INT.:2609)*_